Tuesday, 22 October 2013

Laazim hai


Mausam ka badalna laazim hai
Naak ka behna – unfortunate
Dil ka tootna laazim hai
Na jud pana – bad luck
Raat se din hojana laazim hai
Neend ajana – bad routine
Saans aana laazim hai
Ruk jaana – bhi laazim hai

No comments:

Post a Comment